المدة الزمنية 4:55

Class 9th NCERT Science Chapter 6 | | Tissue/ऊतक)Types of Animal Tissue)ऊतक के प्रकार | | ln Hindi | | part11

46 مشاهدة
0
2
تم نشره في 2020/05/10

Hello students🤗🤗 Main aap sabhi ka Apne channel 💁🏻‍♀️ |||||||| STUDY AT HOME WITH EASE|||||||| per Swagat 🙋🏻‍♀️ Karti hun. Umeed Karti hun beta aap Sabhi acche Honge aur aapki padhaai bhi bahut acche se chal rahi Hogi to usi ko aur Achcha karne ke liye mein👇 ls channel par aapko 9th class ki NCERT science ke Chapter 6 tissue aur uttak ko detail Mein explain kar rahi hoon. Aaj ka topic Hamara Hai Jantu utak ke Prakar. Uska fourth Prakar Jiska Naam Hai /👉Tantrika uttak / ko ham padenge To students is topic ko acche se samajhne Ke Liye video ko complete dekhna.Agar aapko samajh Nahin aaya hai to aap video ko Dobara se replay karke dekh sakte ho aur Fir Bhi Koi doubt Hota Hai to aap niche👇 comment box Mein Apna doubt Dal sakte ho .Aur Agar video acchi Lage to beta channel ko like 👍kar dena subscribe kar dena and share kar dena. Thank you🙂

الفئة

عرض المزيد

تعليقات - 0