المدة الزمنية 13:52

02 GK Questions and Answers | Numerica GK

بواسطة Numerica GK
37 مشاهدة
0
7
تم نشره في 2020/12/17

#02 GK Questions and Answers | Numerica GK __________________ General Knowledge Questions and Answers : Q.01 Anju Bobby George kis khel se sambandhit hai ? (a) Badminton se (b) Hockey se (c) Cricket se (d) Etheletics se Q.02 Anuchched 370 bharat ke kis rajya me lagu tha ? (a) Rajasthan (b) Madhya Pradesh (c) Jammu Kashmir (d) Andhra Prdesh Q.03 'Shahnama' kis ki krati hai ? (a) Gajal Khan (b) Firdoshi (c) Navab Patodi (d) Akbar Q.04 Purvottar rajya me sabse bada rajya kon sa hai ? (a) Nagaland (b) Sikkim (c) Arunachal Pradesh (d) Assam Q.05 1857 ke vidhroh me jhansi ki rani Lashmi Bai ne kis ke sahyog se Gwalior me vidhroh kiya tha ? (a) Tatyan Tope (b) Lashmi Bai (c) Nana Shaheb (d) Mangal Pandey Q.06 Goa ko purtgaliyo se kab aajad karwaya gaya ? (a) 1966 (b) 1961 (c) 1965 (d) 1967 Q.07 Rajasthan ke pedo me kis tarah ki pattiyan pai jati hai ? (a) Choti pattiyan (b) Badi pattiyan (c) Madhyam pattiyan (d) Shushk pattiyan Q.08 'Besakhi' tyohar kis dharma ke log manate hai ? (a) Hindu dharma ke log (b) Muslim dharma ke log (c) Isai dharma ke log (d) Sikh dharma ke log Q.09 Manipur ki rajdhani konsi hai ? (a) Hyderabad (b) Imphal (c) Kohima (d) Itanagar Q.10 Konsi nadi Maharashtra ke Nashik se nikalti hai ? (a) Ganga Nadi (b) Mahi Nadi (c) Ravi Nadi (d) Godavari Nadi Q.11 Kis ke netrtav me 1776 me america ko swatntrata prapt hui ? (a) Donald Trump (b) George Washington (c) George Bush (d) Hilary George Q.12 Bhartiya rashtriya congress ke sansthapak kon the ? (a) General Dyer (b) Motilal Nehru (c) A.O. Hyum (d) Jawahar Lal Nehru Q.13 Konsi rekha vishuvat rekha ke samanantar hai? (a) Bahya Rekha (b) Ankshansh Rekha (c) Bhumadhay Rekha (d) Deshantar Rekha Q.14 Kis shasak ne grandtruck road ka nirman karaya tha ? (a) Maan Singh (b) Akbar (c) Shershah Suri (d) Maharana Pratap Q.15 Resham ke keede ka bhojya pdarth kya hai ? (a) Angur ki patti (b) Anar ki patti (c) Aam ki patti (d) Shahtut ki patti Q.16 Plasi ka yudha kab hua tha ? (a) 1757 I. (b) 1759 I. (c) 1756 I. (d) 1758 I. Q.17 Chol prashasan ki mukhya visheshta kya thi ? (a) Dharam Nirpekshta (b) Grameen Swayattataa (c) Swatantrata (d) Aatmashasan Q.18 Antim mugal shasak bahadur shah jafar ki mrityu kaha hui thi ? (a) Rangun (b) Masko (c) Barma (d) Barlin Q.19 Chin Asam ke kis disha me shthitha hai ? (a) Pashchim Disha (b) Dakshin Disha (c) Purva Disha (d) Uttar Disha Q.20 Mahatma Gandhiji ke patni ka naam kya tha ? (a) Kamla Devi (b) Aruna Devi (c) Kasturba Gandhi (d) Putli Bai Q.21 Madhya Pradesh Atirikta bharat ka konsa rajya saat rajyon ki seema ko shparsha karti hai ? (a) Rajasthan (b) Assam (c) Gujrat (d) Bihar Q.22 Kis sthan par tel refinery karkhana hai ? (a) Kanpur (b) Hyderabad (c) Raipur (d) Brunei Q.23 Swatantra bharat ke pratham bhartiya governor general the ? (a) C. Rajagopalachari (b) Kailash Narayan (c) Sardar Patel (d) Mahatama Gandhi Q.24 Prathrna samaj ki shthapna kisne ki ? (a) Ramhansh Das (b) Atmaram Pandurang (c) Jyotiba Rao phule (d) Harmilap Muni Q.25 Kis isthan par sindhu ghati sabhyata ka bandargah shthita hai ? (a) Ramhansh das (b) Kabul (c) Sindh (d) Lothal __________________ UPSC,IAS,ssc exam preparation,civil services study,world affairs,gk questions and answers,gk in hindi,gk tricks,gk science,general knowledge questions and answers,important gk questions,current affairs today,next exam current affairs,vigyan gk,general science for competitive exams,daily current affairs,biology gk,geography gk,gk current affairs 2020,gk important question,gk india,gk important question 2020,gktoday,gk tricks in hindi,gk test,gk quiz

الفئة

عرض المزيد

تعليقات - 1